De Aller-Bedste Bøger - over 12 mio. danske og engelske bøger
Levering: 1 - 2 hverdage

Zero Mile Patna

Bag om Zero Mile Patna

Zero Mile ek aisi series hai jo hamare chir-parichit shahron ko ek nayee nazar se dekhti hai. Is series ki har kitaab ek aise jane-maane lekhak ki kalam ki den hai jo us shahar se gahra lagaaw rakhte hain, lekin shahar ke vibhinn pahluon kaa tatasth hokar vishleshan bhi karte hain. Iski pahli kadi ke roop me Patna shahar par yeh kitaab prastut hai.Isme kavi-kathakar Sanjay kundan ne shahar ke buniyaadi charitra ko pahchanne ki koshish karte hue iske janjeevan ki jhaanki pesh ki hai. Unhon ne shahar me aa rahe Badlavon ko rekhankit kiyaa hai aur iski kuchch sthaayi samasyaaon ki charcha bhi ki hai. Yeh na to Shahar kaa itihaas hai, na sansmaran, na hi samajshastriya vivechan lekin isme in tinon ki taqat aur rochaktaa samaahit hai. Zero mile Patna is shahar ko likha ek prem patra hai-aur har prem patra ki tarah isme pyaar bhi hai , shikaayat bhi, dulaar bhi hai aur anban bhi.

Vis mere
  • Sprog:
  • Hindi
  • ISBN:
  • 9789392017025
  • Indbinding:
  • Paperback
  • Sideantal:
  • 150
  • Udgivet:
  • 1. oktober 2021
  • Størrelse:
  • 140x8x216 mm.
  • Vægt:
  • 199 g.
  • 8-11 hverdage.
  • 28. november 2024
På lager

Normalpris

Abonnementspris

- Rabat på køb af fysiske bøger
- 1 valgfrit digitalt ugeblad
- 20 timers lytning og læsning
- Adgang til 70.000+ titler
- Ingen binding

Abonnementet koster 75 kr./md.
Ingen binding og kan opsiges når som helst.

Beskrivelse af Zero Mile Patna

Zero Mile ek aisi series hai jo hamare chir-parichit shahron ko ek nayee nazar se dekhti hai. Is series
ki har kitaab ek aise jane-maane lekhak ki kalam ki den hai jo us shahar se gahra lagaaw rakhte hain,
lekin shahar ke vibhinn pahluon kaa tatasth hokar vishleshan bhi karte hain. Iski pahli kadi ke roop
me Patna shahar par yeh kitaab prastut hai.Isme kavi-kathakar Sanjay kundan ne shahar ke
buniyaadi charitra ko pahchanne ki koshish karte hue iske janjeevan ki jhaanki pesh ki hai. Unhon ne
shahar me aa rahe Badlavon ko rekhankit kiyaa hai aur iski kuchch sthaayi samasyaaon ki charcha bhi
ki hai.
Yeh na to Shahar kaa itihaas hai, na sansmaran, na hi samajshastriya vivechan lekin isme in tinon ki
taqat aur rochaktaa samaahit hai. Zero mile Patna is shahar ko likha ek prem patra hai-aur har prem
patra ki tarah isme pyaar bhi hai , shikaayat bhi, dulaar bhi hai aur anban bhi.

Brugerbedømmelser af Zero Mile Patna



Find lignende bøger